Roman script

bichhade huo ko phie se 
milakar kidhar chale 
ujadi hui duniya ko 
basakar kidhar chale 
jate to ho par yaad rahe 
jate to ho par yaad rahe 
yahan yaad mein koi jalta hain 
yahan yaad mein koi jalta hai 
sapno mein bhul nahi jana 
sapno mein bhul nahi jana
yahan karvat koi badalta hai 
yahan karvat koi badalta hai 
tu chale to sath khushi bhi 
chale chal neend bhukh aur pyas chale 
tu chale to sath khushi bhi 
chale chal neend bhukh aur pyas chale 
roke se nahi rukta dil bhi 
roke se nahi rukta dil bhi 
sang mein chalne ko machalta hai 
sang mein chalne ko machalta hai 
tumko pahchan sake na hum di 
humko khushi aur khud liya gham 
tumko pahchan sake na hum di 
humko khushi aur khud liya gham 
o jane wale o jane wale o jane wale 
ye to bata kya khokar hi kuch milta hai 
kya khokar hi kuch milta hai 
is dil ko tasalli diye jaun 
umeed ki baaten kiye jaun 
is dil ko tasalli diye jaun 
umeed ki baaten kiye jaun 
itna kah do ke milenge phir 
itna kah do ke milenge phir 
itna kah do ke milenge phir 
kuch isse sahara milta hai 
kuch isse sahara milta hai 
jate to ho par yaad rahe jate 
to ho par yaad rahe 
yahan yaad mein koi jalta hain 
yahan yaad mein koi jalta hai

Song details

Song video

Watch on YouTube