Roman script

bhuri bhuri teri aankhein

ho teri aankhon mein huwa hai mera dil laapata

bhula bhula khud ko bhula

khud ko bhula in galiyon mein hoke gumshuda

dil ajanabi sa kyun ho gaya

na hosh hai, na hai khud ka koi pata

chaahat kyun had se bhi jyada hai,jaane kya khuda tera irada hai

haan yun kaise kab tak chale, mere mere lag ja gale

tere mere ab darmiyaan jaane kyun hai yeh faasle

yun saath ho jo tum mere, masti bhara kaisa aalam hai yahan

chaahat kyun had se bhi jyada hai,jaane kya khuda tera irada hai

chaahat kyun had se bhi jyada hai,jaane kya khuda tera irada hai

dekhu dekhu dekhu tujhe, chaahu chaahu chaahu tujhe

hosh apna mujhko nahi, sochu sochu sochu tujhe

yeh ishq ne kya kar diya, har ek pal lage mujhko naya naya

chaahat kyun had se bhi jyada hai, jaane kya khuda tera irada hai

Explore this song