Roman script

bhulakar rit sari mai bandhu pag me ghungharu 
karu sabkuch nyochavar ke aaye mere girdhar 
laga ke morni ke pankh magan mai nachungi nachungi 
laga ke morni ke pankh magan mai nachungi

karu sakuch nyochavar ke aaye mere girdhar 
laga ke morni ke pankh magan mai nachungi nachungi 
laga ke morni ke pankh magan mai nachungi
janamo ki ye pyas bujhi hai aaj hamari duniya saji hai 
jine ki phir aas bandhi hai 
tan me girdhar man me girdhar charo or mere girdhar 
tan me girdhar man me girdhar charo or mere girdhar 
laga ke morni ke pankh magan mai nachungi nachungi 
laga ke morni ke pankh magan mai nachungi
phir mohan ki murli baji hai ang ang me jo gunj rahi hai 
adharo par bhi naam yahi hai 

Song details