Roman script

bhulane wale hume bhi na yad aaya karo 

bhulane wale hume bhi na yad aaya karo 

kisi ko baithe bithaye na chhed jaya karo 

kisi ko baithe bithaye na chhed jaya karo 

teri ek yad palatti hai meri aankho me 

teri ek yad palatti hai meri aankho me 

ae dard hidar in aankho ko na bulaya karo 

ae dard hidar in aankho ko na bulaya karo 

mere hi dil pe sada bijaliya girati ho 

ho o o o ho 

mere hi dil pe sada bijaliya girati ho 

kabhi sawan ki ghata wo udhar bhi jaya karo 

kabhi sawan ki ghata wo udhar bhi jaya karo 

aaja ae nath ke jine se thak gyi hu main 

aaja ae nath ke jine se thak gyi hu main 

na mere hal pe ro kar hasi udaya karo 

na mere hal pe ro kar hasi udaya karo 

bhulne wale hume bhi na yad aaya karo

Explore this song