Roman script

bhula tujhe kaise kaha

huwa tujhse kab juda, ya khuda

hasu ya mai rou bata huyi mujhse 

kya khata kya gunah, mere khuda

yahi hai jo malik teri raja

mili aajmaaish hai ya saja

hayat kayamat ki ya hai kaja

mere khuda, bhula tujhe kaise kaha

huwa tujhse kab juda, ya khuda

pyare khuda, pyare khuda

bache koi khud se bhi bache na wo kismat se

bache to wo bas teri ajmad se

der se ki duwa dil se pehli baar ye aayi hai

mere pyare khuda, mere pyare khuda

bhula tujhe kaise kaha

huwa tujhse kab juda, ya khuda

hasu ya mai rou bata hui mujhse 

kya khata kya gunah, mere khuda

yahi hai jo malik teri raja

mili aajmaaish hai ya saja

hayat kayamat ki ya hai kaja, mere khuda

mere pyare khuda, mere pyare khuda

Lyrics typed by : Hanshu Malik

Explore this song