Roman script

raaton ki tarah tu chupa dena

daag jo hai in zakhmon ka tu mita dena,

taaron ki tarah tu bhula dena

saaz jo hain in saanson ka tu suna den

beete saare baatein yuhi bhul jaaye hum

jeete tubhi haske yuhin, maat khaye hum

jane kyun lage, rutha jahaan, rishte sabhi jhuthe yahan

raaton ki tarah tu chupa dena

daag jo hai in zakhmon ka tu mita dena

taaron ki tarah tu bhula dena

saaz jo hain in saanson ka tu sunna dena…

kabse hu tanha na koi arman

bikhra hai dil yeh bhigha samaa

toota hai sapna na koi apna,

ab mushkil hain jeena yahaan

bebaak hain kyun bewajah,

berang hai sab aagaye kaha…

beete saari yaadein yunhi bhul jaye hum

jeete tubhi haske yuhin maat khaye hum

jaane kyun lage rootha jahaan, rishte sabhi jhuthe yahan

jaane kyun hain yeh darmeeyan, aankhe hai numm dil bezuban

Explore this song