Roman script

bhul na jana aaj ki bate bhul na jana

ye upwan ye samay suhana bhul na jana

ye upwan ye samay suhana bhul na jana

dono ka aakar mil jana bhul na jana

dono ka aakar mil jana bhul na jana

khichna rukna aur sharmana

khichna rukna aur sharmana

bhul na jana aaj ki bate bhul na jana

khushi se hai man phula phula

kaisa pyara pyara jhula

khushi se hai man phula phula

kaisa pyara pyara jhula

jhulna apna aur jhulana

jhulna apna aur jhulana

bhul na jana aaj ki bate

bhul na jana

dil se dil ka taar milakar

dil se dil ka taar milakar

prem ka sundar saaz bajakar

prem ka sundar saaz bajakar

jhum jhum jhum jhum dono ka gana

jhum jhum jhum jhum dono ka gana

bhul na jana aaj ki bate bhul na jana

Explore this song