Roman script

bhul jaayenge ham sari duniya ke gham

ek pal do ghadi tum milo to sanam

chaahte keh rahi chaahto ki kasam

ek pal do ghadi tum milo to sanam

bhul jaayenge ham sari duniya ke gham

ek pal do ghadi tum milo to sanam

chaahte keh rahi chaahto ki kasam

ek pal do ghadi tum milo to sanam

hadh se jyada badhne lagi ye bekhudi

jine na degi ab ye divaangi

kyon ajab si khwahish dil mai hain jagi

sine me armaano ki mehfil saji

chahe hampe karo tum hajaro sitam

ek pal do ghadi tum milo to sanam

chaahte keh rahi chaahto ki kasam

ek pal do ghadi tum milo to sanam

puchho na kaisi dillagi hain

dil ki lagi ye ban gayi hain

kitne hi sapne dekh raha dil

tumse batana hain ye mushkil

aankho mai mehke hain khwabo ki ladi

pass hain phir bhi hain duriya badi

ek lamha bhi dil ab to kahi na chain hain

dhadkan se dhadkan ki judne de kadi

keh rahi aashiki ishk hoga na kam

ek pal do ghadi tum milo to sanam

bhul jaayenge ham sari duniya ke gham

ek pal do ghadi tum milo to sanam

Explore this song