Roman script

bhul ja bhul ja

bhul ja jo dekhta hai jo hai dekha bhul jaye

yaad rakh kar kya karega ye tamasha bhul ja

khaab ki rudad par kaisi khushi kaisa malal

apni halat par ye hasna aur rona bhul ja

kya bharosha zindagi ke jhilmilate deep ka

apne apne armano ki ye dunia basana bhul ja

khud kadam uthenge tere apni manzil ki taraf

bas chala chal kis taraf hai tujhko jana bhul ja

bas chala chal kis taraf hai tujhko jana bhul ja

bhul ja jo dekhta hai jo hai dekha bhul jaye

sawan ki rut aayi sajanwa sawan ki rut aayi

meri gali me badal chaye meri gali me badal chaye

kunjan mor nachaye kunjan mor nachaye

sawan ki rut aayi sajanwa sawan ki rut aayi

sawan ki rut aayi sajanwa sawan ki rut aayi

sawan ki rut aayi

Explore this song