Roman script

bhuli hui kahaniya, bhuli hui kahaniya

bhuli hui kahaniya, bhuli hui kahaniya

ye yaado ki parchhaai, har beete din ki laai

vo jhilmil jhilmil sari nishaaniya

bhuli hui kahaniya, bhuli hui kahaniya

ye yaado ki parchhaai, har beete din ki laai

vo jhilmil jhilmil sari nishaaniya

bhuli hui kahaniya, bhuli hui kahaniya

kal thi ye aankhe, khuda ki kitaab

kal thi ye aankhe, khuda ki kitaab

chhalke ab in se, sharaab hi sharaab

tode hai kisne ye bhole bhaale khwaab

bhole bhaale khwaab

ye yaado ki purwaai, har beete din ki laai

vo jhilmil jhilmil sari nishaaniya

bhuli hui kahaniya, bhuli hui kahaniya

bhuli hui kahaniya, bhuli hui kahaniya

charo taraf tha baharo ka nur

charo taraf tha baharo ka nur

maasum bachpan tha kaanto se dur

ab ye fijaaye hai kiska nur

kiska nur

ye yaado ki ruswaai, har beete din ki laai

vo jhilmil jhilmil sari nishaaniya

bhuli hui kahaniya, bhuli hui kahaniya

ye yaado ki parchhaai, har beete din ki laai

vo jhilmil jhilmil sari nishaaniya

bhuli hui kahaniya, bhuli hui kahaniya

bhuli hui kahaniya, bhuli hui kahaniya

Explore this song