Roman script

wo bhooli dastaan, lo fir yaad aa gayi
nazar ke samne, ghata si chha gayi
nazar ke samne, ghata si chha gayi
wo bhooli dastaan, lo fir yaad aa gayi 
kaha se fir chale aaye 
ye bhatke huye saye
ye khuch bhule huye nagame
jo mere pyar ne gaye
ye kuch pichhadi huyi yade
ye kuch tute huye sapne
praye ho gaye to kya 
kabhi ye bhi to the apne
na jane unse kyo milkar 
najar sharma gayi
wo bhooli dastaan, lo fir yaad aa gayi
kahi rangi zamane the 
tarane hi tarane the
mager ab puchhata hai dil 
wo din the ya fasane the
falak ek yad hai baki 
bas ek fariyaad hain baki 
wo khusiya lut gayi lekin 
dile barbad hai baki 
kaha thi jindagi meri, kaha per aa gayi 
wo bhooli dastaan, lo fir yaad aa gayi

Song details

Song video

Watch on YouTube