Roman script

sapne dikha ke kaise kah diya 
bhul jao bhul jao bhul jao 
sapne dikha ke kaise kah diya 
bhul jao bhul jao bhul jao 
sapne dikha ke kaise kah diya 
bhul jao bhul jao bhul jao 
bheegi hui aankho me moti 
kyon saje kahte huye bhul jao 
sapne dikha ke kaise kah diya 
bhul jao bhul jao bhul jao 
kab aisa hua hum tum the tanha 
dhadkano me tum hi basi ho har lamha 
kab aisa hua hum tum the tanha 
dhadkano me tum hi basi ho har lamha 
kya hua phir tum ruthi rab rutha 
aaj kah diya tumhe bhul jaau
sapne dikha ke kaise kah diya 
bhul jao bhul jao bhul jao 
kaise main bhul jaau rimjhim bundo ki chhuan 
kaise main bhul jaau rimjhim bundo ki chhuan 
nazare mili aur dil ne kaha tha tum hi mere din rain  
kaise main bhul jaau rimjhim bundo ki chhuan 
nazare mili aur dil ne kaha tha tum hi mere din rain  
chalte chalte guzar gaye din 
chhod gaye aaj kitni yaade 
kaise tumhe bhul jaau   
sapne dikha ke kaise kah diya 
bhul jao bhul jao bhul jao

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Mohammed Fahim, Deepak Kalra, Samarjit Roy