Roman script

in aasuo se kisko, kya hua haasil

mana kehna hai aasaan, nibhana hai mushkil 

phir bhi ae yaar mere, sunle meri ilteja

bhul ja jo hua use bhul ja 

hai kasam tujhe muskura 

khud ko yun na de tu saza 

un yadon ko bhul ja 

wo to nahin tha teri wafon ke kabil 

jane kya soch kar, tune de diya apna dil 

is baar dil ka sauda, karna na yun bewajah 

bhul ja jo hua use bhul ja 

hai kasam tujhe muskura 

khud ko yun na de tu saza 

un yadon ko bhul ja 

teri zindagi teri hai, kisi ki amaanat nahin 

jab chahe tod de, aisi ek imaart nahin 

is baar dil ka suda, karna na yun bewajah

bhul ja jo hua use bhul ja 

hai kasam tujhe muskura 

khud ko yun na de tu saza 

un yadon ko bhul ja 

jo hua use bhul ja 

hai kasam tujhe muskura 

khud ko yun na de tu saza 

un yadon ko bhul ja 

na na na bhul ja 

na na na muskura 

khud ko yun na de tu saza 

un yadon ko tu bhul ja

Explore this song