Roman script

bholi surat wala

bholi surat wala dil ka nikla kala

raat me daka dala toda dil ka tala

haye haye ye kya gajab kar dala

re julmi dilwala

haye haye ye kya gajab kar dala

re julmi dilwala

nakhre wali gauri chhmak chhalo chhori

karke jora jori

kar gayi dil ki chori

haye haye dil mera aise uchhala

jeete jee maar dala

haye haye ye kya gajab kar dala

re julmi dilwala

thane jake teri main rapat likhaungi

o thane jake teri main rapat likhaungi

kahke daroga ji se saza dilwaungi

dil ki chori koi chori nahi hoti

iski rapat kahin dori nahi hoti

kisse pad gaya pala

kis chakkar me dala

haye haye ye kya gajab kar dala

re julmi dilwala

haye haye ye kya gajab kar dala

re julmi dilwala

nakhre wali gauri chhmak chhalo chhori

karke jora jori

kar gayi dil ki chori

haye haye dil mera aise uchhala

jeete jee maar dala

re haye haye ye kya gajab kar dala

re julmi dilwala

baja bajake gori doli leke aaunga

ho baja bajake gori doli leke aaunga

shadi ka joda tujhe main hi pahnaunga

phere to tere sang main na lagaungi

doli leke aayega to

ghar se bhag jaungi

tere bina na mar jaunga

teri sautan main launga

na na aisa sitam mat dhana

mana ji maine mana

dilbar mera, mera hi gharwala 

sautan ka munh kala

Explore this song