Roman script

bhole piya jane kya tumne kiya kho gaya mora jiya

milta nahi mera nanha sa jiya har kahi dhund liya 

bhole piya 

laaz ke mare mai chup chup hou 

kahu to jake ka se kahu

laaz ke mare mai chup chup hou

kahu to jake ka se kahu raho me dekha ek albela

raho me dekha or albele ne dokha diya

bhole piya jane kya tumne kiya kho gaya mera jiya

milta nahi mera nanha sa jiya

har kahi dhund liya bhole piya 

din na bite andhera na ho raat aaye to sawera na ho

sab sukh chode dukh apnaye sab sukh chode

preet me teri re kya na kiya

bhole piya jane kya tumne kiya kho gaya mera jiya

milta nahi mera nanha sa jiya 

har kahi dhund liya bhole piya 

tum bin lagi na nain piya lauta do mora chain piya

abki rut me dil mat todo abki rut me

apna lo more sawariya

bhole piya jane kya tumne kiya kho gaya mora jiya

milta nahi mera nanha sa jiya har kahi dhund liya 

bhole piya jane kya tumne kiya kho gaya mora jiya 

bhole piya

Explore this song