Roman script

bhojan ke nazarehai bhojan ke nazare hai

bhajiyo ki aankho me la la la la

bhajiyo ki aankho me khane ke ishare hai

laut gayi laut gayi ab bhukh hamari bhojan devi aayi hai

laut gayi laut gayi ab bhukh hamari bhojan devi aayi hai

chini ki paleto me rakh kar

chini ki paleto me rakh kar gehu ki roti aayi hai

laut gayi laut gayi

zindagi hai pet se pet se nibhaye ja

roti ke hatho me apna sar jhukaye ja apna sar jhukaye ja

zindagi hai pet se pet se nibhaye ja

roti ke hatho me apna sar jhukaye ja apna sar jhukaye ja

seb hai anar hai aam beshumar hai

seb hai anar hai aam beshumar hai

kele nimbu mausambi sab ke sab chabaye ja

kele nimbu mausambi sab ke sab chabaye ja

chabaye ja chabaye ja khaye ja khilaye ja

zindagi hai pet se pet se nibhaye ja

roti ke hatho me apna sar jhukaye ja apna sar jhukaye ja

garma garam hai pudiya saalan masaledaar hai

garma garam hai pudiya saalan masaledaar hai

khane ko chahta hai dil

khane ko chahta hai dil pet hua shikar hai

tu kaun si jhadi me meri gaiya hai aaja

tu kaun si jhadi me meri gaiya hai aaja

khane hai bache jitne yaha aake tu kha ja

khane hai bache jitne yaha aake tu kha ja

tu kaun si jhadi me meri gaiya hai aaja

bhajiyo ki aankho me la la la la

bhajiyo ki aankho me khane ke ishare hai

bhojan ke nazare hai bhojan ke nazare hai

la la la la

Explore this song