Roman script

bhigi bhigi hain yeh hawaye phir bhi jale kyon mera tan

tan yeh mann ki bat na mane, dil ki sune na yeh dhadkan

bhigi bhigi hain yeh hawaye phir bhi jale kyon mera tan

tan yeh mann ki bat na mane, dil ki sune na yeh dhadkan

dhadkan me shor dil pe na jor, tufan sa hain ek dono aur

mujhe khich rahi anjani dor bas teri aur, bas teri aur

dhadkan me shor dil pe na jor, tufan sa shor ek dono aur

mujhe khich rahi anjani dor bas teri aur dilbar

bhini bhini khushbu tumhari jab chhuti hain mera badan

pyas hajaro uth jati hain kya mai batau yeh tadpan

sawan ke pass barish ke pass kabhi jau mai sagar ke pass

sagar se bhi bujhati na pyas yeh kaisi pyas yeh kaisi pyas

sawan ke pass barish ke pass kabhi jau mai sagar ke pass

sagar se bhi bujhati na pyas yeh kaisi pyas dilbar

dhima dhima chand huwa hain, chupne lagi badli me kiran

yeh lamhe kuchh bol rahe hain aao sune ham dono sajan

bechainiya betabiya phir aur kyon khamoshiya

yeh ishq ki sarhoshiya madhoshiya madhoshiya

bechainiya betabiya phir aur kyon khamoshiya

yeh ishq ki sarhoshiya madhoshiya hain dilbar

bhigi bhigi hain yeh hawaye phir bhi jale kyon mera tan

tan yeh mann ki bat na mane, dil ki sune na yeh dhadkan

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song