Roman script

bhiga bhiga pyar ka sama
bata de tujhe jana hai kahan baliye 
bata de tujhe jana hai kahan
chalungi tu le chale jaha
ki tere bina jana hai kahan baliya 
oye tere bina jana hai kahan
oye bhiga bhiga pyar ka sama
bata de tujhe jana hai kahan baliye 
bata de tujhe jana hai kahan
soch samajh le badi mushkil hai 
pyar ki raho me, pyar ki raho me
mujhe darr kaisa meri duniya hai 
piya teri baho me, piya teri baho me
soch samajh le badi mushkil hai  
pyar ki raaho me,pyar ki raaho me
mujhe darr kaisa meri duniya hai 
piya teri baho me, piya teri baho me
tum sang jodi prit ki dori mai to huyi teri sajna
ki tere bina janaa hai kahan baliya 
oye tere bina jana hai kahan
bhiga bhiga pyar ka sama
bata de tujhe jana hai kahan baliye 
bata de tujhe jana hai kahan
mudh ke na dekhe kabhi dilwale 
chhodi huyi manzil ko, chhodi huyi manzil ko	
chal hi diye to rukna kaisa 
ab jo ho so ho, ab jo ho so ho
mudh ke na dekhe kabhi dilwale 
chhodi huyi manzil ko, chhodi huyi manzil ko	
chal hi diye to rukna kaisa 
ab jo ho so ho, ab jo ho so ho
tu hai meri kaya mai hun teri chhaya 
jaha tu hai mai bhi hun waha
ki tere bina jana hai kahan baliya 
oye tere bina jana hai kahan
bhiga bhiga pyar ka sama
bata de tujhe jana hai kahan baliye 
bata de tujhe jana hai kahan
chalungi tu le chale jaha
ki tere bina jana hai kahan baliya 
oye tere bina jana hai kahan baliye baliya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Shamshad Begum

actor: Helen, Bharat Bhushan, Ameeta, Jeevan, Tun Tun, Leela Mishra, Achala Sachdev