Roman script

bheega badan jalne laga, mausam badalne laga

jaise arman koyi, jaise mehaman koyi dil men machalne laga

bheega badan bhiga badan jalne laga, mausam badalne laga

bheega badan jalne laga

jan ki dushman jawani, jane ye aag hai ya pani

ho halki halki jalan, mithi mithi chhubhan

hay dam nikalne laga

bheega badan bhiga badan jalne laga, mausam badalne laga

jaise arman koyi, jaise mehaman koyi dil men machalne laga

bheega badan jalne laga

koyi chilman na koyi parda, koyi dekhe to kya ho tauba

haaye dil darne laga, dhak dhak karne laga jaadu sa chalne laga

bheega badan bhiga badan jalne laga, mausam badalne laga

jaise armaan koyi, jaise mehaman koyi dil men machalne laga

bheega badan jalne laga

Explore this song