Roman script

o o o o o o o 
bhigi palak khushi ka din, ye kya hain boliye ho 
tum jo mile to aaj ham, khushi se ro diye ho
dekho gulo ke lab pe hansi hain 
bhiga hain mausam bagiya khili hain  
bhigi palak khushi ka din, ye kya hain boliye
tum jo mile to aaj ham, khushi se ro diye ho 
ab to ye surat in aankho se 
na is dil se nikal sakti hain
ab to ye surat in aankho se 
na is dil se nikal sakti hain
dil hi me rakhna nahi to ye rangat 
vaqt ke saath badal sakti hain
aisa hansi me bhi mat kahna 
maine to yun hi kah diya sajna 
aisi to baat kabhi na dil me sochiye ho 
tum jo mile to aaj ham, khushi se ro diye ho 
bhigi palak khushi ka din, ye kya hai boliye 
meri vafa ko bhul na jana 
meri vafa ko bhul na jana 
bas yahi to armaan hain jaanam 
mumkin hi nahi tumko bhulana 
jab tak jaan-e-jaan hain jaanam 
ek duje me chal kho jaye 
dono tan man ek ho jaye 
tauba tumhare pyar ne, to hosh kho diye hay 
bhigi palak khushi ka din, ye kya tha boliye 
dekho gulo ke lab pe hansi hain 
bhiga hain mausam bagiya khili hain  
bhigi palak khushi ka din, ye kya hain boliye
tum jo mile to aaj ham, khushi se ro diye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal