Roman script

bhigi bhigi shaam ne jaadu kiya sajna 

bhigi bhigi shaam ne jaadu kiya sajna 

ujale andhero ne dil le liyaa sajna 

tauba meri, tauba meri 

sinduri maang ne jaadu kiya sajani 

sinduri maang ne jaadu kiya sajani

bindiya ne teri mera dil le diya sajani 

tauba meri, tauba meri 

tauba meri, tauba meri 

unche parvato pe hain teri dhup ka aanchal

unche parvato pe hain teri dhup ka aanchal 

mausam ye bahaaro ka, kar na de hame paagal 

pahale to kabhi aisa na huaa mere saathiya 

ye aaj hame kya hone laga beliyaa

tauba meri, tauba meri 

tauba meri, tauba meri 

teri hi nigaaho ka ye kasur saara hain 

teri hi nigaaho ka ye kasur saara hain 

gul to gul hain mausam ko, tune hi sanwaara hain

teri julf hain kya jaisi kaali ghata 

mere saathiya

tu hi neel kawal, tu hi jaane gajal beliyaa 

tauba meri, tauba meri 

tauba meri, tauba meri 

bhigi bhigi shaam ne jaadu kiya sajna 

ujale andhero ne dil le liyaa sajna 

tauba meri, tauba meri 

sinduri maang ne jaadu kiya sajani

bindiya ne teri mera dil le diya sajani 

tauba meri, tauba meri 

tauba meri, tauba meri

Explore this song