Roman script

bheega bheega masuam hai dildara 

bas me nahi hai dil aawara 

ulfat ki nadiya chadne lagi hai 

doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara 

bheega bheega masuam hai dildara 

bas me nahi hai dil aawara 

ulfat ki nadiya chadne lagi hai 

doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara 

aanchal mera udne laga masti me hu mai mere piya 

tu jal gayi mai jal gaya shole pade ke paani pada

ho ye kaisi aag lage paani me 

haye ham lut gaye hai jawani me 

arey ham lut gaye hai jawani me 

bheega bheega masuam hai dildara 

bas me nahi hai dil aawara 

ulfat ki nadiya chadne lagi hai 

doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara 

hai aasma pe badliya or uspe ham tum dono jawa

milta nahi apna nisha ham kho gaye hai jaane kaha

ho ye na pucho ham kaha kho gaye 

haye ik duje me ham gum ho gaye

arey ik duje me ham gum ho gaye

bheega bheega masuam hai dildara 

bas me nahi hai dil aawara 

ulfat ki nadiya chadne lagi hai 

doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara 

doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara

Explore this song