Roman script

bheega aasmaan, shehdaayi dil mera

suni raahon pe kya dhunde bhala

dhua hi dhua baahon ke darmiyaan

suni raahon pe kya dhunde bhala

haan mohabbat mein dil gaane laga

chaahto ka maja aane laga

dhunde ishq ishq ye armaan hai jage jage

jaise jine ki hasrat jage

koyi saath saath ho, phir to yun lage lage

jaise haatho mein jannat lage

yun hi palko palko ki chhanv mein

yun hi mehki mehki si raahon mein

yun hi sapno sapno ki baahon mein

dil ye dekho chala

haan mohabbat mein dil gaane laga

chaahto ka maja aane laga

roke waqt waqt ko, dil to yun kahein kahein

maano meri hi chaahat kahein

na ho farq farq sa, do dil yun rahein rahein

jaise sine mein raahat rahein

chhune ujale ujale sitaaron ko 

chhune chhalke chhlke kinaaro ko

chhune thehari thehari bahaaron ko

dil ye dekho chala

haan mohabbat mein dil gaane laga

chaahto ka maja aane laga

bheega aasmaan, shehdaayi dil mera

suni raahon pe kya dhunde bhala

dhua hi dhua baahon ke darmiyaan

suni raahon pe kya dhunde bhala

haan mohabbat mein dil gaane laga

chaahto ka maja aane lag

Explore this song