Roman script

udti bundo ka ek katra, bekhabar sa bikhra bikhra

ek sipi me jaa ke utra, haalto ne kuch yu tarasha

dekh masum si ye hulchul, har koi ho raha hai kaayal

aankhe munde chale hai beker, ek kasish si khiche usi or

jud rahi bheed si, usko kya isko kya kisko kya

jud rahi bheed si, khoye khoye se hain sab yaha

chehre jaane se, thode anjaane se

aankho se baato se, kar de gumaan

raaste purane se kho gaye zamane se

mil gaye jud gaye, ban gaya nishaan

khil rahi dhoop si, chadh rahi hai

badh rahi, bholi si dastaan

badh gaya saanso me, jaagta pairo ke aasmaan

ud rahi dhool si, aankh khole soye sab yaha

ud rahi bheed si, isko kya usko kya pata

Explore this song