Roman script

bhatakti hai jawa nazre fiza me 

mohobat ko taras khana hi hoga 

dile betab ki awaz sun kar 

vo aayega use aana hi hoga 

aana hi hoga aana hi hoga

aye meri zingdi koi manzil talash kar jo dil ka 

dard jaan le vo dil talash kar vo dil talash kar 

aye meri zingi koi manzil talash kar jo dil ka 

dard jaan le vo dil talash kar vo dil talash kar

mathe pe shame gam ke kohra sa jam raha hai

moje tehel rahi hai tufan tham raha hai 

jo mil ke kho gaya hai vo sahil talash kar jo dil ka 

dard jaan le vo dil talash kar vo dil talash kar

kuch dil bhi hai paresha kuch ruh bhi hai pyasi

kab tak rahegi aakhir ye maut ki udasi 

jo maar ke jalaye vo katil talash kar jo dil ka 

dard jaan le vo dil talash kar

Explore this song