Roman script

tum tum tum aa 
bhatake pachhi
bhatake pachhi bhul na jana
ye jag tera nahi thikana 
na na na
bhatake pachhi bhul naa jana
ye jag tera nahi thikana
bhul se tu yahan pe aaya
tere liye ye des paraya
ra ra ra ra ra ra ga ma dha ni sa
bhul se tu yahan pe aaya
tere liye ye des paraya
ek din vapas padega jana
jana jana jana jana jana
bhul se tu yahan pe aaya
ek din vaapas padega jana
ye jag tera nahi thikana
na na na
bhatake ho o bhatake o bhatake pachhi
bhatake pachhi bhul na jana
ye jag tera nahi thikana

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Kareena Kapoor, Abhishek Bachchan, Hrithik Roshan