Roman script

tak dina din mar lapad, phad chhapad chhat pyare

na sune bat koi, hath hai or lat pyare

tak dina din mar lapad, phad chhapad chhat pyare

na sune bat koi, hath hai or lat pyare

apun kabhi na akela akela akela

nach magar kat magar, noch hame khana

bharat mata ki, bharat mata ki 

tum jai bolo jai bolo jai, bharat mata ki jai

bharat mata ki bharat mata ki 

tum jai bolo jai bolo jai, bharat mata ki jai

sone ki chidiya, dengu maleriya

gud bhi hai, gobar bhi bharat mata ki jai

tak dina din ham hain, sarkari hathiyar pyare

koi kare abad, etraj gaya bhad pyare

fir na kahna, are piche hi rahna

kasam ye khai hai, sahar sanghai hai

jo hamne kahi rule wahi

bharat mata ki, bharat mata ki 

tum jai bolo jai bolo jai, bharat mata ki jai

bharat mata ki bharat mata ki 

tum jai bolo jai bolo jai, bharat mata ki jai

sone ki chidiya, dengu maleriya

gud bhi hai, gobar bhi bharat mata ki jai

mangata hai hamein chanda abhi, hamein suraj abhi

bolo kya doge, chanda ye agar 

chanda nahi to unisat sahi, bolo kaya doge

nach magar kat magar, noch hamein khana

khad ke don shutter hamein jannat banana

ana jana game bajana, hey bharat mata ki jai

sone ki chidiya, dengu maleriya

gud bhi hai, gobar bhi bharat mata ki jai

Explore this song