Roman script

tak dina din mar lapad, phad chhapad chhat pyare

na sune bat koi haath hai or lat pyare

tak dina din mar lapad, phad chhapad chhat pyare

na sune bat koi haath hai or lat pyare

apun kabhi na akela akela akela

nach magar kat magar noch hame khana

bharat mata ki, bharat mata ki 

tum jai bolo jai bharat mata ki jai

bharat mata ki, bharat mata ki 

tum jai bolo jai bharat mata ki jai

sone ki chidiya, dengu maleriya

gud bhi hai, gobar bhi bharat mata ki jai

tak dina din ham hain sarkari hathiyar pyare

koi kare abad, etraj gaya bhad pyare

fir na kehna, are pichhe hi rahna

kasam ye khai hai, shehar sanghai hai

jo hamne kahi rule wahi

bharat mata ki, bharat mata ki 

tum jai bolo jai bharat mata ki jai

bharat mata ki, bharat mata ki 

tum jai bolo jai bharat mata ki jai

sone ki chidiya, dengu maleriya

gud bhi hai, gobar bhi bharat mata ki jai

mangta hai hame chanda abhi hame suraj abhi bolo kya doge

dhanda ye agar chanda nahi donation sahi bolo kya doge

nach magar kat magar noch hame khana

khad ke don shutter hame jannat banana

aana jana game bajana, hey bharat mata ki jai

sone ki chidiya, dengu maleriya

gud bhi hai, gobar bhi bharat mata ki jai

bharat mata ki, bharat mata ki 

tum jai bolo jai bharat mata ki jai

bharat mata ki, bharat mata ki 

tum jai bolo jai bharat mata ki jai

Explore this song