Roman script

bhar bhar ke pee le jaam

bhar bhar ke pee le

bhar bhar ke pee le jaam

bhar bhar ke pee le

dar dar ke jeena kya masti me jeele

dil ko yu tarsana na

ruth jaye paimana na

aaj mujhe baaho me tham pee ja lekar mera naam

bhar bhar ke pee le jaam

bhar bhar ke pee le

bhar bhar ke pee le jaam

bhar bhar ke pee le

kitne dino ke baad aayi suhani raat

phir shayad na aaye

na aaye na aaye na aaye, ye na aaye

banke main aayi saki pyas rahe na baki

mauka nikal na jaye

na jaye na jaye na jaye, ye na jaye

mujhko dena na iljaam

mujhko dena na iljaam

soch raha hain kyu anjaam 

pee ja lekar mera naam

bhar bhar ke pee le jaam

bhar bhar ke pee le

bhar bhar ke pee le jaam

bhar bhar ke pee le

yaad karo wo beete wade

baithe ho kyu tum bhulaye

la lra lra, kyu bhulaye

samne hain manjil phir kya hain mushkil

ab kyu der lagaye

la lra lra, der lagaye

aisa tujhe pilaau jaam

aisa tujhe pilaau jaam

ho jayenge sare kaam 

pee ja lekar mera naam

bhar bhar ke pee le jaam

Explore this song