Roman script

bhala maane bura maane

bhala maane bura maane

kabhi mera kaha maane

bhala maane bura maane

kabhi mera kaha maane, bhala maane

junu hai ya parsitsh hai

junu hai ya parsitsh hai

sanam ko agar khuda maane

bhala maane bura maane

kabhi mera kaha maane, bhala maane

dil-e-naada bhi jaahil hai

dil-e-naada bhi jaahil hai

dil-e-naada bhi jaahil hai

tagaful ko haya maane

bhala maane bura maane

kabhi mera kaha maane, bhala maane

kayamat tujhse hoti hai

kayamat tujhse hoti hai

tu maane ya tu na maane

bhala maane bura maane

kabhi mera kaha maane, bhala maane

khata bhi ye hai koshish ki

khata bhi ye hai koshish ki

khata bhi ye hai koshish ki

dard ko wo dawa maane

bhala maane bura maane

kabhi mera kaha maane

bhala maane bura maane

kabhi mera kaha maane, bhala maane

Explore this song