Roman script

bhaj man narayan narayan bhaj man narayan narayan 

narayan narayan bhaj man narayan narayan

bhaj man narayan narayan

ye jiwan kachha taar tutke lage na ek bhi baar

pehen le sewa ka tu haar tera ho jaye beda par

bhaj man narayan narayan bhaj man narayan narayan 

jag ki seva maha bharam hai

jag ki seva maha bharam hai

dil ko dukhana paap karam hai

par hit me tu pran gawa de vedo ka ye saar 

par hit me tu pran gawa de vedo ka ye saar 

pehen le sewa ka tu haar tera ho jaye beda par 

bhaj man narayan narayan bhaj man narayan narayan 

guru gyan sabse badhkar hai

ye dhan rehta sada amar hai

guru gyan sabse badhkar hai

ye dhan rehta sada amara hai

saccha guru dhudh le tu ye vina ki jhankar 

saccha guru dhudh le tu ye vina ki jhankar 

pehen le sewa ka tu haar tera ho jaye beda par

bhaj man narayan narayan bhaj man narayan narayan

Explore this song