Roman script

hamar fauji hamar bhaiya

bhaiya mere fauji re

re bhaiya mere fauji re

tohe fauj mein rona tha

tohe fauj mein rona tha

to kahe laya bahuji re

ho tu hain manmauji re

tohe sidha karne ko

tohe sidha karne ko

main laya teri bahuji re

main laya teri bahuji re

tumhare jatan se

hamne ye angana paya

tumhare jatan se

hamne ye angana paya

jeevan bhar na utrega

tumne jo karz chadhaya

jeevan bhar na utrega

tumne jo karz chadhaya

likhe hue nate hai

sab likhe huye nate hai

kuch log milane ka

ho kuch log milane ka

bahana ban jate hai

bahana ban jate hai

is angana mein

bani rahe tulsi ki chaya

is angana mein

bani rahe tulsi ki chaya

bahuji tumne to do hi din mein

palti ghar ki kaya

bahuji tumne to do hi din mein

palti ghar ki kaya

man yahi mange parbhu se

man yahi mange parbhu se

ram lakshman ki jodi ko

dono bhaiyo ki jodi ko

najar nahi lage re

najar nahi lage re

bhaiya o bhaiya

bahuji ko na bisrana

bhaiya o bhaiya

bahuji ko na bisrana

duhsman ki chhuti karke

tum jaldi ghar aa jana

dushman ki chhuti karke

tum jaldi ghar aa jana

hame ab kya dar hai

hame ab kya dar hai

jab bahuji ki raksha ko

jab bahuji ki raksha ko

re tere jaisa dewar hai

re tere jaisa dewar hai

sara jag apna hai

sara jag apna hai

par un ko na tarsana

par un ko na tarsana

jin akho ka tu sapna hai

jin akho ka tu sapna hai

Explore this song