Roman script

ye rishta nahi khoon ka 

ye rishta hai pyar ka bahana 

hamko tumse pyar nahi 

ab kaha hai phir na kahana 

jaan gai han jaan gai 

maan gai han maan gai 

jaan gai han jaan gai 

maan gai han maan gai 

kitna sundar kitna pyara 

ye sara sansar hai 

is sansar mein sabase pyara 

bhai bahan ka pyar  hai

kitna sundar kitna pyara 

ye sara sansar hai 

is sansar mein sabase pyara 

bhai bahan ka pyar  hai

preet hamari tut nahi sakti

ye kachhi dor nahi 

jis din hum tumko na dekhe

us din hoti bhor nahi 

preet hamari tut nahi sakti 

ye kachhi dor nahi 

jis din hum tumko na dekhe

us din hoti bhor nahi 

na babul na maiya mera

tum bin koi aur nahi 

ho na babul na maiya mera

tum bin koi aur nahi 

sabase jyada rab se jyada

mujhe tum pe aitbaar hai 

is sansar mein sabase pyara

bhai bahan ka pyar  hai 

kitna sundar kitna pyara 

ye sara sansar hai 

is sansar mein sabase pyara 

bhai bahan ka pyar  hai

yun hi hasti gati rahe tu 

rab se roj doaa mangu 

apni khushiyan tujhko du 

tujhse har dukh tera mangu

yun hi hasti gati rahe tu

rab se roj doaa mangu 

apni khushiyan tujhko du 

tujhse har dukh tera mangu

soch rahi hun aaj ke din main 

tum dono se kya mangu

aa soch rahi hun aaj ke din main 

tum dono se kya mangu

teri kasam tu jaan bhi mange 

to kisko inkar hai 

is sansar mein sabase pyara

bhai bahan ka pyar  hai 

kitna sundar kitna pyara 

ye sara sansar hai 

is sansar mein sabase pyara 

bhai bahan ka pyar  hai

Explore this song