Roman script

tu hain mera bhagwan 

tujhe aana hi padega

tujhe aana hi padega

chamtkar koi karke dikhana hi padega

tujhe aana hi padega

meri maang ka sindur bachana hi padega

tujhe aana hi padega

tu hain mera bhagwan 

ek se jyada ek bade hain

aage mere shiatan khade hain

maut ke saye nach rahe hain

sankat me do pran pade hain

tujhko trishul apna uthana hi padega

tujhe aana hi padega

tu hain mera bhagwan 

tujhe aana hi padega

tujhe aana hi padega

aaja ek baar ab aur na bitha

aaja ek baar ab aur na bitha

ek ek karke inke kar de tukde hazaar

inka zami se bojh uthana hi padega

tujhe aana hi padega

tu hain mera bhagwan 

tujhe aana hi padega

tujhe aana hi padega

maine tuhko puja hain uska sila de

raksh ka dharm kya hain mujhko bata de

dushman hain ye naag naagin ke

kaatil humare hain inko mita de

aaj inhe chhodna nahi

tu hain kahan jara iska pata de

in paapio ko inke kiye ki saza de

in zaalimo ko jinda jala de

main kah rahi hu inko jalana hi padega

duniya se inka julm hatana hi padega

tujhe aana hi padega

tujhe aana hi padega

tujhe aana hi padega

tujhe aana hi padega

tu hain mera bhagwan 

tujhe aana hi padega

Explore this song