Roman script

bhabi ko gudiya banaungi 

aye ji mai to bhabi ko gudiya banaungi

aye ji mai to bhabi ko gudiya banaungi

bhabi ko gudiya banaungi 

aye ji mai to bhabi ko gudiya banaungi

aye ji mai to bhabi ko gudiya banaungi

sang sang dolenge sang sang nachainge

sang sang dolenge sang sang nachainge

khushiyo ke phool barsaungi

aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi

aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi

lane gaye the faishion ki gudiya faishion ki gudiya 

lane gaye the faishion ki gudiya faishion ki gudiya

kismat se mil gai sone ki chidya sone ki chidya 

mai to nachungi mai to nachungi khushiya manaungi

aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi

aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi

malik ne kaisi jodi mila di jodi mila di

malik ne kaisi jodi mila di jodi mila di

chanda sa bhaiya chakori si bhabi

chanda sa bhaiya chakori si bhabi

chanda sa bhaiya chakori si bhabi

chand taro se chand taro se isko sajaungi

aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi

aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi

bhabhi ji ko are bhabhi ji ko jab hoga ek lalana

bhabhi ji ko jab hoga ek lalana

bhaiya ji layenge sone ka palna

mai to has has ke mai to has has ke jhula jhulaungi

aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi

aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi

Explore this song