Roman script

bharat humko jaan se pyara hai

sabse nyara gulistan humara hai

bharat humko jaan se pyara hai

sabse nyara gulistan humara hai

sadiyo se bharat bhumi duniya ki shaan hai

bharat ma ki raksha me jivan kurbaan hai

bharat humko jaan se pyara hai

sabse nyara gulistan humara hai

ujde nahi apna chaman, tute nahi apna vatan

gumrah na kar de koi, barbad na kar de koi 

mandir yaha masjid yaha, hindu yaha muslim yaha

milke rahe hum pyar se jaago

hindustani naam humara hai

sabse pyara desh humara hai

hindustani naam humara hai

sabse pyara desh humara hai

janmbhumi hai humari shaan se kahenge hum

sab hi toh bhaai bhaai pyaar se rahenge hum

hindustani naam humara hai

sabse pyara desh humara hai

aasaam se gujarat tak, bangaal se maharashtra tak

jaati kayi gun ek hai, bhasha kayi sur ek hai

kashmir se madraas tak, keh do sabhi hum ek hai

aawaaj do hum ek hai jaago

Explore this song