Roman script

doudo re doudo bhaga re bhaga dil chura ke chor 

tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina tina tin ka tina

doudo re doudo bhaga re bhaga dil chura ke chor 

tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina tina tin ka tina

khol jara to ghunghat gori dekhe surat tori 

hoy khol jara to ghunghat gori dekhe surat tori 

hum to hai diwane tere hamse kaisi chori 

aaja re aaja chupke se pas gori kaahe kare shor 

tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina 

tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina 

tina tin ka tina 

o ho ho o ho ho o ho ho 

aa ha ha ha ha aa ha ha 

devar jage saas bhi jage jag raha ghar sara 

devar jage saas bhi jage jag raha ghar sara 

phir bhi jalim ne na jane kaise daka mara 

doudo re doudo bhaga re bhaga dil chura ke chor 

tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina 

tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina 

tina tin ka tina 

na main jaau bans bareli na main jaau jhansi 

na main jaau bans bareli na main jaau jhansi 

in julfo mein bandh ke mohe de de gori fansi 

aaja re aaja chupke se pas gori kaahe kare shor 

tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina 

tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina 

tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina 

tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina 

tina tin ka tina

Explore this song