Roman script

jab jab attyachar badhe ek masiha aaye

karke nash papi o ka shurvir kehlaye

tu insaan hai insaano se kyun nafarat karta hai

jaane tu kis aag me har pal jalta hai

tu insaan hai insaano se kyun nafarat karta hai

jaane tu kis aag me har pal jalta hai

kya lekar tu aaya tha, kya lekar tu jayega

bhaag kaha tak bhagega, bhaag kaha tak bhagega

kar ke khun masumo ka shurvir kehlane wale

chhoti chhoti baato par nirbal ko behlane wale

kar ke khun masumo ka shurvir kehlane wale

chhoti chhoti baato par nirbal ko behlane wale

aaj hoga wo wakt kal ko ye jag chhota pad jayega

bhaag kaha tak bhagega, bhaag kaha tak bhagega

na ravan ka ghamand chala, na chala kans ka pap yaha

sunle tu bhi aeye bande hoga yahi tera haal yaha

na ravan ka ghamand chala, na chala kans ka pap yaha

sunle tu bhi aeye bande hoga yahi tera haal yaha

ab papo se darta hai wo apne bando ko nizam

bhaag kaha tak bhagega aa aa

bhaag kaha tak bhagega aa aa

bhaag kaha tak bhagega

Explore this song