Roman script

bezuban raat hai, tanhaaiya bhi sath hai

ashk kyu na bahe itni si bas fariyad hai

karwate yun hi hum badla kare khayalo me

aahte unki na sunaayi de hawaao me

dard toh yaad ki

dard toh yaad ki saugat hai

bezuban raat hai, tanhaaiya bhi sath hai

bepanah ishk ki majburiya hai khamiya

bewajah badhne di nazdikiya, madhoshiya

kashmakash me mere

kashmakash me mere jazbat hai

bezuban raat hai, tanhaaiya bhi sath hai

bezuban raat hai, tanhaaiya bhi sath hai

ashk kyu na bahe itni si bas fariyad hai

bezuban raat hai

Explore this song