Roman script

bezubaan..bezubaan ishq mera, bezubaan

ankaha, anchhua ankaha, anchhua, bezubaan ishq ye

kya pata, le jaayega kahan? bezubaan ishq ye

bezubaan ishq ye, bezubaan ishq ye bezubaan ishq ye

na jaanu main, na jaane woh na jaanu main, na jaane woh

koi kare bhi, toh kya kare? kab huya, kyun huya

bezubaan ishq ye, bezubaan ishq ye

bezubaan ishq ye, bezubaan ishq ye

haaye re rabba

bezubaan ishq ye, bezubaan ishq ye

baarish mein jaise koi, mann ro raha hai

anjaane raaste par, dil kho raha hai

baarish mein jaise koi, mann ro raha hai

anjaane raaste par, dil kho raha hai

kuch toh hogi koi, adhoori kahani

kahin na kahin rooh qubool kar raha hai

qubool kar raha hai

khamosh hai, ye dhadkane

bezubaan ishq ye, bezubaan ishq ye

bezubaan ishq ye, bezubaan ishq ye

bezubaan ishq ye, bezubaan ishq ye

saanson mein har pal unki, khusbu mehekti hai

jahan bhi main dekhun unki, tasveer ubharti hai

saanson mein har pal unki, khusbu mehekti hai

jahan bhi main dekhun unki, tasveer ubharti hai

pyaari, sunehri si, chandni ye raat mein

kyun ek dard ki, lehar gujarti hai lehar gujarti hai

mann ye huya, awaara bezubaan ishq ye, bezubaan ishq ye

bezubaan ishq ye, bezubaan ishq ye

na jaanu main, na jaane woh koi kare bhi, toh kya kare?

kab huya, kyun huya

bezubaan ishq ye, bezubaan ishq ye

bezubaan ishq ye, bezubaan ishq ye.

Explore this song