Roman script

bewafa sangdil bekadar beraham

bewafa sangdil bekadar beraham

kya kahu mai tujhe a sanam a sanam

kya kahu mai tujhe a sanam a sanam

bewafa sangdil bekadar beraham

dilruba rahnuma humsafar humkadam

dilruba rahnuma humsafar humkadam

hai mujhe yad wo pyar ki har kasam

hai mujhe yad wo pyar ki har kasam

bewafa sangdil bekadar beraham

dilruba rahnuma humsafar humkadam

ye to mujhe bata kya hai meri khta

kyu dard pyar me tune diya

aankho se dur hu mai majbur hu

koi kasur na maine kiya

mar mar ke jinda hu kaisi hai zindagi

kaise mai batlau kaisi hai bebasi

bewafa sangdil bekadar beraham

dilruba rahnuma humsafar humkadam

rashmo ko tod du dunia ko chhod du

har gum kubul hai tere liye

kaisa nasib hai mera ratib hai

maine to ishk me aasu piye

na koi arman hai sanse bujhi bujhi

sine me jalti hai dhadkan dabi dabi

dilruba rahnuma humsafar humkadam

dilruba rahnuma humsafar humkadam

hai mujhe yad wo pyar ki har kasam

hai mujhe yad wo pyar ki har kasam

bewafa sangdil bekadar beraham

bewafa sangdil bekadar beraham

Explore this song