Roman script

aap ka hamse bewafa hona

aap ka hamse bewafa hona

ho gaya tai ke hai juda hona

aap ka hamse bewafa hona

ajnabi hai jo rahe ulfat se

ajnabi hai jo rahe ulfat se

ajnabi hai jo rahe ulfat se

kya samjh payenge fana hona

kya samjh payenge fana hona

ho gaya tai ke hai juda hona

aap ka hamse bewafa hona

kab zami pe paao rakhte hai

kab zami pe paao rakhte hai

kab zami pe paao rakhte hai

raas aaya jinhe khuda hona

raas aaya jinhe khuda hona

ho gaya tai ke hai juda hona

aap ka hamse bewafa hona

aap ka hamse bewafa hona

ho gaya tai ke hai juda hona

aap ka hamse bewafa hona

Explore this song