Roman script

bewafa, bewafa bewafa, bewafa 

dil mera tod ke 

kya mila ye bata, ye bata 

dilruba, dilruba dilruba, dilruba 

maine ki thi khata tu na de ab saja 

hay saja dilruba, dilruba bewafa, bewafa 

mere wafai dekh zara gam bhi ek sahara hai 

dard tu tune baksa hai jaan se wo bhi pyara hai 

kagaj wo phool tha jisko asli samjha tha 

uske jaal me aa gaya kitna main diwana tha 

wo hai patthar tu hai heera meri jaaneja 

dilruba, dilruba dilruba, dilruba 

maine ki thi khata tu na de ab saja 

hay saja bewafa, bewafa bewafa, bewafa 

maine khuda ke dar par bhi har waqt tujhse pyar kiya 

tu hai jo ki paas raha fir bhi aise waar kiya 

main farishta to nahi aakhir me inshan hu 

maaf kar de mere sanam tujh par main kurbaan hu 

meri baaho me tu aaja ye hai ek jaa 

dilruba, dilruba dilruba, dilruba 

maine ki thi khata tu na de ab saja 

hay saja bewafa, bewafa bewafa, bewafa 

dil mera tod ke kya mila ye bata, ye bata 

bewafa, bewafa dilruba, dilruba

Explore this song