Roman script

aankhe malti ye subha phir nayi hain 

baahe khole ye hwa phir nayi hain 

ghar me jaaye meri ungali pakad kar, betaabiyan phir nayi 

gale lagati dhoop phir nayi hain 

wapas bulaati chaav phir nayi hai 

ghar me jaaye meri ungali pakad kar, betaabiyan phir nayi 

mai mummy se chooti banwaane main papa jhula jhulwaane 

mai ghar ko sar pe udha ke chalu 

ghar me manmaniyan phir nyi

main nayi drees me sajke ethlaayi 

main nayi dhoon pe thumke lagaayi 

main naye sapne chhat se udaane chali 

karne manmoujiyan phir nayi

godi sulaati subha phir nayi hai 

neende dilaati hawa phir nayi hain 

ghar le jaaye meri ungali pakad kar, betaabiyan phir nayi 

picture me siti maarne main chali 

hero ke liye taadne main chali 

tushion bankar mastaani chali karne saitaaniya phir nayi 

yaaro se gappe ladaane main chali 

din bhar udham machaane mai chali 

chouke chkke lagaane main chali 

karne badmaashiyan phir nayi 

aankhe malti ye subha phir nayi hain 

baahe khole ye hwa phir nayi hain 

ghar me jaaye meri ungali pakad kar, betaabiyan phir nayi 

gale lagati dhoop phir nayi hain 

wapas bulaati chaav phir nayi hai 

ghar me jaaye meri ungali pakad kar, betaabiyan phir nayi

Explore this song