Roman script

betab ham aawara ham hain

bite sau janam aawara ham hain

kabhi chal diye kabhi tham gaye

kabhi gam mile kabhi gam gaye

yahi jindagi hai apni, betab ham aawara ham

tumko samjhaye kya hamko bhi pyar tha

kehati thi woh sada tuhi toh hai meraa

woh ladki magar kho gayi hai

kisi aur ki ho gayi hai, betab ham aawara ham

pehle jo khwab the sab kamyab the

pehle thi raah me manjil nigah me

magar nahi abb koyi manjil

chale ham jidhar bhi kahe dil, betab ham aawara ham

Explore this song