Roman script

shak sa hone laga chize main khone laga
khayalo pe hasne laga gaano pe rone laga 
mila sa phirne laga maje me girne laga 
khwabo ki geeli farsh pe uthne fisalne laga 
majnu ho jaunga main sabko bataunga main 
bilkul ho jaunga main besharam besharam 
gadbad si hone lagi pagal main hone lagi 
neende meri hai gumshuda phir bhi main sone lagi 
sundar si dikhne lagi shayari likhne lagi
chahat ke baazaro me dhadkane bikne lagi
ab na chhupaungi main sabko bataaungi main
ha ji ho jaungi main besharam besharam 
kitna bhi roku main usko dil udhar jaata hai
kitna bhi roku main usko
kadmo se chhalkar ke koi pichhe le jaata hai 
kadmo se chhalkar ke koi
sent lagane laga seeti bajane laga
deewaro pe yaaro naam wo sabko dikhane laga
ab to chilaunga main kuchh na chhupaunga main 
bilkul ho jaunga main besharam besharam 
gaanja sa banke wo mujhko aise lubhata hai 
gaanja sa banke wo mujhko
shishe me dekhu main kabhi wo nazar aata hai 
shishe me dekhu main kabhi 
palko ki chhat pe koi patange udane laga
gaalo ke baange bich me garmiya lene laga 
jalli ho jaungi main talli ho jaungi main 
bilkul ho jaungi main besharam besharam 
shak sa hone laga chize main khone laga 
pagal main hone lagi neende bhi khone lagi
ab na chhupayenge hum sabko batayenge hum 
ha ji ho jayenge hum besharam besharam 
besharam besharam besharam besharam

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Anusha Mani, Shaan