Roman script

beshak mandir masjid todo buleshaa ye kehta 
beshak mandir or masjid dono buleshaa ye kehta 
pr pyaar bhra dil kabhi na todo  jis dil mein dil bhar deta 
saajan aa jaao saajan aa jaao
wada kiya hai pyaar mein kabhi hum bhi juda na honge
saajan aa jaao saajan aa jaao
wada kiya hai pyaar mein kabhi hum bhi juda na honge
saajan aa jaao saajan aa jaao
jaane jaa dhundta fir raha hoon 
tumhe main yahan se wahan
mujhko awaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan 
main yahan tum kahan main yahan o jaane jaa
tere mere bich mein tere mere bich mein 
kaisa hai ye bandhan anjana 
tere mere bich mein tere mere bich mein 
kaisa hai ye bandhan anjana 
maine nhi jana tune nhi jana
maine nhi jana tune nhi jana
tere mere bich mein tere mere bich mein 
kaisa hai ye bandhan anjana 
kahan ho tum kahan tum kahan tum kahan
yaad aa rarha hai tera pyaar
ho ho yaad aa raha hai tera pyaar
kahan hum kahan tum huye tum kaha hum  
aa bhi jaa  aa bhi jaa mere yaar
ho ho yaad aa rha hai tera pyaar
ho ho yaad aa rha hai tera pyaar
tera pyaar tera pyaar

Song details

singer: Asha Bhosle, Harvinder