Roman script

beraham duniya ne hampe 
is kadar dhaye sitam 
lut li khusiya haari 
deke aansu aur gam 
yun huye majbur ham 
khud se bhi hain ab dur ham 
khud se bhi hain ab dur ham 
jakhm dil pe wo lage hain 
hain nahi jinki dawa 
hain mere kis kaam ka ye 
rutba aur ye dabdaba

Song details