Roman script

khwahishon ki hone lagi

kaisi mujhpe ye barshatein

hm..kyun na samjhe na maane

zid pe aada kaisi jaane

dil ki sifarisho mein

tera hi toh zikra hai

tujhi pe toh aake hai thama

kyun dil mera hua hai tera

ki jaana nahi kabse

main tera hone laga

kyun dil mera hua hai tera

ki jaana nahi kabse

main tera hone laga

betuki karein kyun farmaishe

ye dil ki marzi hai ya teri

khuda tuhi jaane

kyun meri tu badle aadatein

hai kuch bhi na aab raha mera

hoon main tere waaste

dabi meri chahaton mein

tera hi toh itra hai

tujhi ko toh maange hai sadaa

kyun dil mera hua hai tera

ki jaana nahi kabse

main tera hone laga

kyun dil mera hua hai tera

ki jaana nahi kabse

main tera hone laga

dil ki hai ye kaisi aarziyan

ki sang ho tere jahaan tu jaaye

bin kahe ki aise samjhaye

ye dil ki meri jo baat hai

ki dil na jaane

meri har ibadaton mein

teri hi to fikra hai

tujhi se to mukammal ho raha

kyun dil mera hua hai tera

ki jaana nahi kabse

main tera hone laga

kyun dil mera hua hai tera

ki jaana nahi kabse

main tera hone laga.

Explore this song