Roman script

thartharaate hain lamhe

waqt rookh badalta hai

door sahilon par

kahin din yeh dhalta hai

katra katra sannaata

moam sa pighalta hai

khelne waala koi nahin

khel phir bhi chalta hai

sau chehre aayein jaayein

yaadon mein wohi reh jaaye

beparwah beparwah ho jaaye jo

beparwah beparwah ho jaaye jo

beparwah beparwah ho jaaye jo

beparwah beparwah ho jaaye jo

aankhon par bharosa na kar

dhoka hai har ek manzar

milte hain jo gale khul ke

wohi vaar karein chupkar

aankhon par bharosa na kar

dhokha hai har ek manzar

milte hain jo gale khul ke

wohi vaar karein chupkar

shor mein hai sarghoshi

hosh mein hai behoshi

honth sabke sil jaayenge

bolegi jab khaamoshi

sau chehre aayein jaayein

yaadon mein wohi reh jaaye ae hey..

beparwah beparwah ho jaaye jo

beparwah beparwah ho jaaye jo

beparwah beparwah ho jaaye jo

beparwah beparwah ho jaaye jo

kuchh halka kuchh gehra

raaz hai lab pe thehra

jaal ke andar jaal hai

chehre pe hai chehra

kuchh halka kuchh gehra

raaz hai lab pe thehra

jaal ke andar jaal hai

chehre pe hai chehra

hansti aankhon waale sabhi

meethi baaton wale

hothon se na chhuna kabhi

yeh zehar ke pyaale

sau chehre aayein jaayein

yaadon mein wohi reh jaaye ae hey..

beparwah beparwah ho jaaye jo

beparwah beparwah ho jaaye jo

beparwah beparwah ho jaaye jo

beparwah beparwah ho jaaye jo

Explore this song